Nerjis Asif Shakir

Nerjis Asif Shakir
Click This Image See Her Latest Picture At Flickr

Nerjis Asif Street Photographer

Nerjis Asif Street Photographer
Bollywoods Most Wanted Photographer

Wednesday, August 21, 2013

Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam jise Ali nahin milte use Khuda nahin milta

nerjisasifshakir.blogspot.com/


Ali imam-e-manasto manam ghulaam-e-Ali
hazaar jaan-e-giraami fidaa-e-naam-e-Ali

( Ali is the master of all, I am the slave of Ali
thousands life are to be sacrificed for Ali )

Haidariam qalandaram mastam
banda-e-Murtaza Ali hastam
paishwa-e-tamaam rindaaram
ke sage koo-e-sher-e-yazdaanam

kabhi deewar hilti hai kabhi dar kaamp jaata hai
Ali ka naam sun kar ab bhi Khaibar kaamp jaata hai

( sometimes the wall shakes, sometimes the door trembles
listening the name of Ali, the fort of Khaibar* trembles even now )

shaah-e-mardaan Ali
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( king of the brave
Ali
Ali master Ali )

patthar pe alam deen ka gaada jisne
lalkaar kar Marhab ko pichaada jisne

( who implated the flag of faith in the rocks
who challenged Marhab** and defeted him )

Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( Ali
Ali master Ali )

jap le ja le mere manwaa
yehi naam saccha hai pyaare
yahi naam tere sab dukh taare
isi naam ki barkat ne diye raaz-e-haqeeqat khol

( my heart chant this
this is the name that is true
this is the name that removes sufferings
auspiciousness of this name opened the secrets of being )

Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( Ali
Ali master Ali )


shaah-e-mardaan Ali
la fata illa Ali
sher-e-yazdaan Ali

( king of the brave
there is no one except Ali
Ali is the lion of God )


Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( Ali
Ali master Ali )

tan per Ali Ali ho zubaan per Ali Ali
mar jaoon to kafan per bhi likhna Ali Ali

( my body chants Ali, so does my tongue
if I die, then write Ali on my shroud )

Haq Haq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( truth, truth
Ali
Ali master Ali )

bagair hubb-e-Ali muddaa nahin milta
ibadaton ka bhi hargiz sila nahin milta
Khuda ke bandon suno ghaur se Khuda ki qasam
jise Ali nahin milte use Khuda nahin milta

( without the love of Ali, desired is not fulfilled
not even the returns for the prayers
O slaves of God listen carefully, by God !!
one who does not realize Ali does not realizes God )

Haq Haq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( truth, truth
Ali
Ali master Ali )

basad talash na ab kuch wus'at-e-nazar se milaa
nishaan-e-manzil-e-maqsood raahbar se milaa
Ali mile to mile khaana-e-Khuda sa hamein
Khuda ko dhuudha to wo bhi Ali ke ghar se milaa

( don't search for anything now, match the eternal search
match the footprints of the desired destination with guide
to get Ali is like getting a house of God
searching for God too, we found Him in Ali's house )

Haq Haq
Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( truth, truth
Ali
Ali master Ali )


deed Haider ki ibadat hai ye farmaan-e-nabi
hai Ali rooh-e-nabi jism-e-nabi jaan-e-nabi
gul-e-tatheer Ali
haq ki shamsheer Ali
peeron ke peer Ali

( sight of Ali is itself is prayer, so said the Prophet
Ali is the soul, body and life of the Prophet )

Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( truth, truth
Ali
Ali master Ali )

dast-e-ilaah kyun na ho sher-e-Khuda Ali
maqsood har ataa hai shah-e-la-fataa Ali
jis tarah ek zaat-e-Muhammad hai bemisaal
paida hua na hoga koii duusra Ali
Bedam yahi to paanch hain maqsood-e-qaaynaat
Khairunnisa, Hasan, Hussain, Mustafa, Ali

Ali Ali Ali
Ali Maula Ali

( truth, truth
Ali
Ali master Ali )